03-05-2007, 03:58 PM
Manzalin be us ki thin rasta bi us ka tha ek main akaila tha
Kafaila bi us ka tha saath saath chalne ki souc be us ki thi
Phir rasta badalne ka faisla be us ka tha Aaj keu akaila hou
Dil yeh sawal karta hai lag to us k thay kia khuda be us ka tha